Saturday, June 11, 2011

Hindi Poetry (Shayri) Sms - Post 4

  • Hm AnkhoKo Phul Or HothoKo Kamal KehteH
    Jaisi MehfilHo Waisi Gazal KahteH
    Hm MehfiloMe Jaya Nhi Karte
    Hm Jaha HoteH Log Use Mehfil KahteH



  • Jaha sar juk jaye wahi khuda ka ghar he
    Jaha har nadi mil jaye whi samandr he
    Is zindgi me dard to sub dete he
    Jo har dard ko samj sake wohi Hamdard he



  • Aksar Nasha hame ho jata hai,
    Or ilzaam sharab pe aata hai,
    kasoor us jaam ka nhi dosto,
    kasoor to us chehre ka hai,
    jo hume har jaam me nazar ata hai.



  • Zindagi sundar hai par mujhe jina nahi aata,
    Har chij me nasha hai par mujhe pina nahi aata,
    Sub mere bina jee sakte hai,
    Sirf muje hi kisi k bina jina nahi aata.



  • Bolta Nhi Koi Q zamane Se..
    Ki Log Toot Jate He Faisle Sunane Se..
    Q Udas Baithe He Is Trah Andhere Me..
    Dukh To Kam Nai Hote Roshni Bhujane Se..



  • Khud Me Hum Kuch is Tarah Kho Jate He,
    Biti Hui Yado Ko Lekar Ro Jate He,
    Nind Nahi Aati Rato Me Par,
    Unko Khwab Me Dekhne K Liye So Jate He.



  • Bin Unke Zindgi Me Koi Khushi Nahi
    Vo Nahi To Aaj Labo Par Hansi Nahi
    Na Samje Wo Agar To Hum Kya Kare
    Is DiL Me unke Siva Kisi Or Ki Jagah Nahi



  • Kagaz ki kasti thi,
    Pani ka kinara tha,
    Khelne ki masti thi,
    Dil ye awara tha,
    Kahan aa gaye is samajhdari ke daldal me,
    Wo nadan bachpan hi kitna pyara tha.



  • Ek shaks ki chahat ka arman raha,
    Jo janke bhi sab kuch anjaan raha,
    Aata he wo neendo me haroz,
    Ek yahi to uska mujh pe ehsan raha.



  • Hazaroki Ginti to mujhe nahi aati,
    Par Dil Ka 1 khayal aapse keh du,
    Ki RET ka har zarra agar DUA ban jaye,
    To tohfe mein apko sara REGISTAN de du.

No comments:

Post a Comment