Sunday, October 19, 2008

Hindi Poetry (Shayari) Sms

  • Zakhm eitna he intajar kya kare?
    Ham khud nishan ban gye he var kya kare?
    Mar gaye ham magar khuli rahi aakhe,
    Aab eisse jyada uanka inatjar kya kare?




  • Kisi se dil na lagana hamesha dard Paoge,
    Biti baato ko yaad karke rote jaoge,
    Karna hai to gahri karo dosti,
    Hamesha ummid se dugna paoge




  • Pal do pal me hi milti hai khushi,
    Pal do pal me hi milta hai gam,
    Par jo har pal sath nibhaye,
    Wo dost milte hain kam jaise, 'U ME aur HUM'..




  • Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do,
    Ik benam si mohabbat mere naam kerdo,
    Ik subha ko milo aur shaam kerdo,
    Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo.




  • Aaj ham hain, Kal hamari yaaden hongi.
    Jab hum na honge, Tab hamari baaten hongi.
    Kabhi paltoge jindagi ke ye panne,
    To shayad aap ki ankhon se bhi barsaten hogi.




  • Manzil insan k hausle azmati hai,
    Sapno k parde ankho se hatati hai,
    Kisi b baat se himat na harna,
    Thokar hi insan ko chalana sikhati hai




  • Guzar jayenge bin unke bhi achhe wo pal,
    Jinhe hum intzar or wo waqt kehte he,
    Kya pata kab bhul jaye wo dosti,
    Jise hum RISHTA or wo 1 LAFZ kehte hai.




  • Savera kya hua, Sitaro ko bhool gaye,
    Suraj kya nikla, Chaand ko bhool gaye,
    Guzre kya kuch pal aapke bina,
    Aapko kya laga ham aapko bhool gaye.




  • Dosti ka rista kabhi purana nahi hota,
    Is se bada koi khajana nahi hota,
    Dosti to pyar se bhi pavitra hai kyoki,
    Isme koi dost pagal ya divana nahi hota




  • SuperMan Pe Ek Sher arz he...


    Ye Man Bohat Hi Super He..



    Ye Man Bohat Hi Super He..





    Isiliye to is ki Chaddi Pant Ke Uppar He.! Ha ha




  • Aye khuda najro ko kuch aisi khudai de,
    Jidhar dekhu use udhar woh dikhai de,
    Khash aisi meharbani ho aaj hawa me,
    Use pukaru aur use hi sunai de.




  • Zamane ki har jannat tumhari hogi,
    Ye aasma ye zami tumhari hogi,
    Mujhse keh bhi na paoge uske pehle,
    Mere hisse ki har khushi tumhari hogi.




  • Ful ki tarah haste raho to hum Khus hai,
    Dil kholkar jiya karo to hum khus hai,
    Ye hamari kismat nahi ki roz mile,
    Bas thoda yad kar liya karo to hum khus hai.




  • Koi yaad koi baat koi raaz ho tum,
    Meri saans meri soch meri aash ho tum,
    Ankho ke paas nahi na sahi,
    Haa magar dil k bahut paas ho tum.




  • Har subah teri dunia me roshani kar de,
    Rab tere gam ko teri khushi kar de,
    Jab kabhi doobne lage teri sanse,
    Khuda tujme shamil meri zindgi kar de.




  • Teacher -Kabir ka koi doha sunao.

    Little MARWADI Boy :
    "Kabir salo bewkoof,
    Doho diyo banaye,
    Khud to salo khisak gayo,
    Manne diyo fasaye."




  • BARISH ko sirf RONA aata hai HASNA nahi,
    SURAJ ko sirf JALNA aata hai BUJNA nahi,
    Aur MUJHE sirf aap ko YAAD karna aata hai BHULNA nahi.




  • WAQT kehta hai muje GAWANA mat,
    DIL kehta hai muje LAGANA mat,
    DOSTI kehti hai muje AZMANA mat,

    AUR

    HUM kehte he hame BHULANA mat.




  • Lete hai aapka naam HAR PAL k lie,
    Karte hai aapko yaad PAL PAL k lie,
    Hai hame ye umeed US PAL k lie,
    K milenge kabhi aapse fir KUCH PAL k lie




  • Mazbur hum nahi ki aapko bhul jaaye,
    Khilona hum nahi ki yu hi tut jaaye,
    Dua se kharida hai humne aapki dosti ko,
    Daulat se nahi koi yu hi kharid jaaye




  • Ye Duva Hai Meri Rab Se Zindagi Aapki Savar jaaye,
    Har Nazar Me Pyar Hi Pyar Nazar Aaye,
    Tumse Jis Ki Talas Hai,
    Kuda Kare Vo Khud Tumhari Talas Me Aaye.




  • Tumhe Paa k Ab Khona Nahi Chahte,
    Itna Khush Ho k Ab Rona Nahi Chahte.
    Yeh Aalam Hai Tumhare milne ka,
    Aankho Mein Neend Hai Magar Sona Nahi Chahte.




  • Zakhm eitna he eintajar kya kare ?
    Ham khud nishan ban gye he var kya kare ?
    Mar gaye ham magar khuli rahi aakhe,
    Aab eisse jyada uanka einatjar kya kare ?




  • Kisi se Dil Na lagana hamesha dard Paoge,
    Biti bato ko yaad karke rote jaoge,
    Karna hai to gahri karo dosti,
    Hamesha ummid se dugna paoge




  • Pal do pal me hi milti hai khushi,
    Pal do pal me hi milta hai gam,
    Par jo har pal sath nibhaye,
    Wo dost milte hain kam jaise ki, 'U ME aur HUM'




  • Meri zindagi per faqat itna ehsan ker do,
    Ik benam si mohabbat mere naam kerdo,
    Ik subha ko milo aur shaam kerdo,
    Aur sham tak mere ghar ka sara kam kerdo.




  • Aaj ham hain, Kal hamari yaaden hongi,
    Jab hum na honge, Tab hamari baaten hongi.
    Kabhi paltoge jindagi ke ye panne,
    To shayad aap ki ankhon se bhi barsaten hogi.




  • Manzil insan k hausle azmati hai,
    Sapno k parde ankho se hatati hai,
    Kisi b baat se himat na harna,
    Thokar hi insan ko chalana sikhati hai




  • Guzar jayenge bin unke bhi achhe wo pal,
    Jinhe hum intzar or wo waqt kehte he.
    Kya pata kab bhul jaye wo dosti,
    Jise hum RISHTA or wo 1 LAFZ kehte hai.




  • Savera kya hua, Sitaro ko bhool gaye,
    Suraj kya nikla, Chaand ko bhool gaye,
    Guzre kya kuch pal aapke bina, Aapko kya laga ham aapko bhool gaye.




  • Dosti ka rista kabhi purana nahi hota,
    Is se bada koi khajana nahi hota,
    Dosti to pyar se bhi pavitra hai kyoki,
    Isme koi dost pagal ya divana nahi hota




  • Tumhara chahera moti saman,
    Tumhara chahera moti saman,
    MOTI hamare KUTTE ka naam !!!!




  • Aur bhi bahut si chije lut chuki hai dil ke saath,
    ye bataya dosto ne isqh farmane k baad,
    is liye kamre ki ek ek chij "Check" karta hu main,
    "Ek tere aane se pahele, ek tere jane k baad"




  • Tumko dekha to ek khayal aaya,
    Tumko dekha to ek khayal aaya,
    Tumhari saheli ko dekha to dusra khayal aaya...




  • Tere dwar pe sanam hazar baar aayenge,
    Tere dwar pe sanam hazar baar aayenge,
    Ghanti bajayenge aur bhag jayenge !!




  • Na voh inkar karti hai,
    na voh iqrar karti hai,
    kambakth mere hi sapno main aa kar,
    mere dost se pyar karti hai ...




  • Bhulne wale hume bhul jaate hai, Dil se unke hum nikal jaate hai, Jab tak hoti nahi zarurat humari logo ko, Hum kaha kisi ko yaad aate hai.

No comments:

Post a Comment