Saturday, September 4, 2010

Seasonal Sms

  • Bundo se bana hua chota sa samandar,
    Leharo se bhigi choti si basti,
    Chalo dhundhe barish me bachpan ki yadein,
    Hath me lekar kagaz ki kasti.

    Happy Monsoon.



  • Jara sambhal ke chalna. Jyada bhari cheez nahi uthana. Apna khayal rakhna. Khana thik se khana..! Kyun ki 9wa mahina chalu ho gaya hai.

    Happy SEPTEMBER



  • Aaj mausam kharab hai.

    Shayed aur barish ho jaye.

    Apne dimag ko plastic ki theli se dhak lena.


    Qki


    Khali jagah par pani jaldi bhara jata hai.



  • Swit sa mosam dekh kar apne swit se Friend ki swit si yaad Aayi to socha k swit sa sms kar du ta ki hamari swit si friendship me thodi switness aur Badh jae..



  • Kya
    Apko
    Pata
    Hai?
    Apki
    In
    Khubsurat
    Aur
    Pyari
    Ank ho
    K
    Niche
    Jo
    Naak
    Hai,
    Wo
    Beh rahi hai
    Zaldi saaf karo!



  • Thandi hawa me mausm ka dhyan rkhna,
    Apni ye dosti kayam rakhna,
    Hamari dosti ki mahek zarur aygi,
    Bus tum apni pyarisi Nak saaf rakhna.



  • THANDI ka ek FAYDA to hai
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    .
    GARMI NAHI LAGTI.

No comments:

Post a Comment